Krishi Yantra Anudan Yojana 2023: Yeh Yojana Agriculture And Welfare Department (कृषि एवं कल्याण विभाग) Dvara Li Gai Hai. Krishi Yantra Anudan Yojana 2021 Ke Tahat Krishi Yantron Ki Khridh Pr Hariyana Sarkar Apni Aur Se 40% Se 50% Tak Ka Anudan Kisano Ko Prdhan Kiya Karegi. Eske Liye Haryana Krishi Yantra Anudan Yojana Ki Aadhikarik Website Pr Aavedan Karna Hoga. Es Yojana Se Chhote Kisano, Anusuchit Jati Ke Kisanon Ko कृषि यंत्र अनुदान योजना Ka Labh Milega.

Yojana NameHaryana Krishi Yantra Anudan Yojana
OrganizationHaryana Government
Labh PraprtkartaHariyana Kisan
Official WebsiteClick Here

krishi Yantra 2021-22 के अंतर्गत कृषि यंत्रों की सूची

Hariyana Sarkar Dvara Krishi Yantron Par Yojana Ke Antargat 40% Se 50% Tk Ka Anudan Pradhan Kiya Jayega.

  1. स्ट्रो ब्लर
  2. हे रैक
  3. रिप्पर बाइंडर
  4. मेज/ रईस ड्रायर
  5. लेजर लैंड लेवलर
  6. ट्रेक्टर ड्रिवर स्पेयर
  7. रोटावेटर
  8. मोबाइल शेडर
  9. पैडी ट्रांसप्लांटर
  10. ट्रेक्टर ड्राविंग पाउडर वीडर
  11. फर्टीलाइजर ब्राडकास्टर
  12. Sarkari Yojana

हरियाणा कृषि यंत्र अनुदान योजना का उद्देश्य

हरियाणा कृषि यंत्र अनुदान योजना (Krishi Yantra Anudan Yojana 2021) Ke Mukhya Uddeshy Hariyana Ke Kisanon Ko Krishi Yantra Ki Kharid Par Anudan Pradan Karna Hai. Es Yojana Se Kisan Aadhunik Yantra Kharidne Ke Liye Prerit Hoga Jis Se Kisan Ki Aarthik Sthiti Me Sudhar Aayega Aur Vah Aatamnirbar Banega. Es Yojana Se Kisano Ko Aarthik Sahayata Di Jaayegi.

Krishi Yantra Anudan Yojana 2021 Eligibility

  • Yojana Ka Labh Sirf Hariyana Ke Mul Nivasi Ko Milega
  • Es Yojana Ka Labh Lene Ke Liye Kheti Ki Bhumi Kisan Ya Uske Parivar Ke Kisi Bhi Sadasy Ke Naam Honi Jruri Hai.
  • Aadhar Card
  • Valid RC Book
  • Patwari Report
    Bank Account
  • Voter Card
  • Pan Card

Haryana Krishi Yantra Anudan Yojana 2021 Ka Aavedan Kaise Kre आवेदन प्रिकिया

  • Aavedan Ke Liye Haryana Krishi Vibhag Ki Aupacharik Website Par Jana Hoga. Official Website.
  • Aupacharik Website Pr Jane Ke Bad Krishi Yantra Anudan Yojana 2021 Ka Home Page Samne Aa Jayega.
  • Eske Bad Website Pr Aapko 2021-22 Ke Douran CRM Yojana Ke Tahat Subsidy Lene Ke Liye Aavedan Ke Link Par Click Karna Hoga.
  • Uske Bad Apko Process To Apply Ke Button Par Click Karna Hoga.
  • Eske Turant Bad Aavedan Ka Form Samne Aa Jayega.
  • Esme Apko Puchi Gai Mahattvapoorn Jankari Jaise District, Block, Adhar Card Number, Mobile Number, Naam, Sbhi Jankari Brkar Submit Karni Hogi.
  • Jaise Hi Ap Submit Ke Button Pr Click Karoge Aavedan Ki Process Puri Ho Jayegi.

Profit of Krshi Anudan Yojana कृषि अनुदान योजना के लाभ तथा विशेषताएं

  • Haryana Sarkar Dvara Krishi Yantron Par Yojana Ke Tahat 40% – 50% Subsidy Di Ja Rhi Hai.
  • Sarkar Ka Kahana Hai Yojana Se Kisan Aadhunik Yantron Ko Kharidne Ke Liye Prerit Hoga.
  • Krishi Yantra Anudan Yojana 2021 Ke Madhyam Se Kisanon Ki Varshik Aay Me Sudhar Hoga.
  • Yojana Ka Subh Aarambh Kisano Ki Aay Me Vriddhi Karane Ke Liye Kiya Gaya Hai.
  • Yojana Ka Labh Lene Ke Liye Krishi Vibhag Ki Aupacharik Website Pr Aavedan Karna Hoga.
  • Lakshya Se Jyada Aavedan Prapat Hone Par Lucky Draw Ke Dvara Sarkar Kisano Ka Chayan Kregi.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *